What is Artificial Intelligence Explain In Hindi- AI- Artificial Intelligence aaj hum Artificial Intelligence par baat karege AI kaise social media me bhi use kiya jata hai or bhut si website bhi AI hoti hai jo ki aapke work chutkiyo me kar deti hai toh chaliye dosto jante hai Artificial Intelligence ke bare me.
Blog Contents:
What is Artificial Intelligence Explain?
Artificial Intelligence kya hai explain- Jaise jaise humari technology bhdti jaa rhi hai waise waise company’s me people kam or Artificial Intelligence or Robots jayda hote jaa rhe hai. kuch time all fields me people ki jagha robot aur AI kaam karenge. Stephen hawking ne jaisa kaha tha wasa he humara future nazar aa rha hai Stephen hawking ne kaha tha ki ek time asa aayega jaha insaan kam or robot jayda dekhai dege or insaan ki jagha AI work karege aane wale kuch years me asa he dekha jayega.
must read :- Top 5 best free anonymous search engines
Artificial Intelligence in Hindi?
Artificial Intelligence ek human dawara banaya gaya ek asa robot ya koi program ya koi software bhi ho sakta hai jo human jaisa work kare or unki bato ko smze feel kare or same insaan jaisa bartwa kare Artificial Intelligence ko smzne ke liye hum kuch most topic hai jaise ki Visual perception ,Speech Recognition ,Decision making ,Language Translation ,Knowledge ,Reasoning Ability jo work AI kar sakta hai wo work insaan ko karne me time lagta hai (AI) Artificial Intelligence ek bhut power full machine hoti hai jo apne decision apne aap le sakti hai AI ko aage bhdane ke liya bhut se research ho rhe hai ki wo ache se human speech ko understand kar paye or Emotional share kar sake.
must read:- cryptography data security explain
Is Artificial Intelligence dangerous for human
Kya Artificial Intelligence people ke liye Khatra hai- Nahi AI kabhi bhi human ko nuksan nahi pahucha sakta kyunki AI ko banate time isme asi he type ki programming ki jaati hai but hum future ke baare me soche bahut aage ka. Agar Artificial Intelligence itna profit kar rha hai to insaan ke man me aakhir ye question ku aata hai ki AI human ko nuksan bhi phucha sakte hai. AI Human ko nuksan jarur pahucha sakte hai kuki sochye ek machine jo soch sakti hai samaj sakti hai wo ku kisi ka Oder follow karege wo wo apne bare me kuch acha sochege or ho sakta hai human ko mita hi de to kuch bhi ho sakta hai kuki future ke bare me kuch bhi kahana shi nhi hai lekin ab time itna dur nhi hai AI ke upar kam chal rha hai but ek bat humesa sach rhegi wo work human kar sakte hai wo work AI (machine) kabhi nhi kar payegi kuki human ne machine banai hai machino ne human nhi banaye.
Jobs will not be available after Artificial Intelligence arrives
Jab all work AI or Robots karne lagege to human ke liya kaha kam bachega company me bhi robots and AI rhkhe jayege kuki unhe work karne ke liye paise nhi dene padege or working time bhi fast rhega to company me ku human ko rhkhegi but isse bachne ka bhi rasta hai specialist ne kaha hai ki agar insaan humesa kuch advance sikhta rhe or technology ke anusar apne aap ko update karta rhe to kuch ho sakta hai. isliye sikhna kabhi band mat kare always learn something new.
i hope aapko AI (Artificial Intelligence) ke bare me smaj aa gaya hoga aagar aake koi abi bhi confusion hai to aap niche comment kijye.
Share This Post With Your Friends
Subscribe Us On Youtube
See Also:
Best Way To Update Latest Device Drivers Properly in Windows
What are Generation of Computer Programming Languages Explain