cryptography data security explain in hindi: hello dosto aaj hum jaanege ki cryptography kya hota hai to sabse phale baat karte hai cryptography ki.

cryptography data security explain in hindi

What is cryptography:-

cryptography ka agar hum definition ki baa kare to cryptography ka meaning hota hai “apne data ko secure karna”  means the art of protecting data.
 
so dosto agar hum simple language me bole to iska matlab hai ki mera ek data hai usko mai change karke ek ase code me change kar duga jo ki kisi ko smz me na aaye mai jisko wo data send kar rha hu wo data usko hi smz me aayga kuki mai usko yaa to koi usko key ya koi hint duga ki isko ase smzna hai.
 
but ye sab kaise hoga to sabse phale hum apne data ya jo bhi humare paas information hai usko unreadable (secrets code) me change kar dege jinko hum chiper text bhi kahte hai.
or wo person jiske paas is secret key hogi wo hi isse decrypt karke read karega decrypt hue data ko hum plain text kahte hai.
 

Use of cryptography:-

cryptography ka use secret E-mail and messages  and credit card ,banking, etc information ko secure karne me kiya jata hai. because ye data ko security ke sath sath integrity bhi banaye rhkhta hai.
present time me cryptography ka use mathematics ki hard questions ko solve karne me bhi kiya jata hai.

types of cryptography:-      

cryptography me  two process hoti hai

1.encryptions 
2.decryption
1.encryption: me plain text ko cipher text me convert kiya jata hai.
mane uper aapko bataya hai ki plain and cipher text ky hota hai.
2.decryption me isse ulat hota hai isme simply cipher text ko plain text me convert kiya jata hai data ko readable banane ke liye.

next post me hum or ache se jaanege encryption and decryption ke baare me 

share with your friends
see also: