Encryption and Decryption in Hindi Explained: hello dosto pichle post me humne cryptography  ke bare me jana or aaj hum baat karege encryption or decryption kya hota hai ye kaha pe kaam me aata hai and kon isko kaam me leta hai.
encryption and decryption ko smzne se phale hume cryptography ko smzna padega.


aap is link par jaake phale cryptography wali post ko read karlo 

cryptography data security explain in hindi

so dosto ye process encryption and decryption ki yhe cryptography me hai jiska meaning hai data ko secure and secrete karna.

what is encryption in hindi:- 

dosto aapne kahi na kahi is world ke bare me bhut suna hoga abi kuch month phale whatsapp ne bhi isse add kiya jise hum bolte hai “end to end encryption” taki aap logo ke message ko koi read na kar sake unhe wo hi read kar sakta hai jiske paas permission ya key hogi. encryption ko use hote huee 1000 year se bhi jayda ho gaye hai ye aaj ke technology nhi hai.

 

simply encryption ka matlab hota hai jab bhi aap koi massage kisi ko send karte hai toh wah massage biche me koi bhi read na kar sake dusre world me kahi to aapne koi bhi information kisi ko send karna chahte hai to usko wo hi person read karega.  

 
EXample:-ek person ko aapne hello “likh” kar send kiya kuch is trha se “olleh”to ab us person ko mane bol diya ki bhai mane isko ulta likh diya hai aapk is word ko ulta karke read karna to wo information apne secure li send ho gai.
 

types of encryption in hindi

1.public-key cryptography(Asymmetric encryption)
2.private-key cryptography(symmetric encryption)

 


1.public-key cryptography in hindi 

something encryption me use hone wala yhi hai aapke email, messages and chats me iska hi use sabse jayda liya jata hai.
for agar mai kisi friend ko Email send kar rha hu to uske paas public-key hone chahiye tabi wo us email ko read kar paayega.
 
 2.private-key cryptography :-private-key bhi same hi hote hai but isme thoda sa private key aapke paas hoti hai or public key sab ke paas hoti hai.
 

What is Decryption in hindi

jaisa ki maine phale bhi bataya tha ki encryption se humara data cipher text me change ho jata hai means us data ke ab encryption use huaa hai hum uske read karne ke liye plain text me karege means decryption karege.

simple language me aapko batau to encryption data ko original data me lana hi decryption hota hai.
(cipher text ko plain text me change karna ko decryption kahte hai.
 
example:- maine ek word likha “hello” iska encryption hoga – “olehl” maine yaha last wale two word ko sabse phale likha hai and uske baad sase phale two word ko last me bacha huaa last me to ye huaa encryption and iska agar hume decryption karna hai to mai isko “hello” likh duga to ye hogaya original word means decryption.
 
agar aapko isse releted koi bhi questions hai to comment me liko mai uska answer jarur duga.
See also :