How to Install Kali Linux in Virtualbox in Hindi step to step
Introduction of Linux in Hindi?
linux something all hardwares ko support karta hai.to ab isko use kon karta hai – iska use jo advance user hote hai wo karte hai jaise ki programmer and hacker etc inko use karte hai.
because isme virus affect kuki virus jo hote hai jaydatr wo exe file ko support karte hai or isme exe file koi bhi support nhi karta to hum ye kaha sakte hai ye os kafi secure hai.
isme kafi sare tools bhi hai jo hacking and security check karne ke kaam me aate hai.
Introduction of Linux How to Install Kali Linux in Virtualbox in Hindi
What is virtual box? (virtual box kya hai )
3.aapne yaha new par click karna hai.
4.fir aapne new par click karte hi asa dekhai dega
yaha aapko name me linux ,type me linux select karna hai or version me ubuntu select karna hai or next pr click kar dena hai.
5. next pr click karne ke baad aapko yaha ram ki size fix karni hai.
aap apne anusaar kitne bhi size fix kar sakte hai like is mere system me 4gb ram hai to 1 gb ka mane yaha fix kar diya hai to ye best hai.
6. ab aapko virtualbox ke liye virtual hdd select karege.
aapko yaha create a virtual hdd par click karna hai.
7. ab aapko hdd file type select karna hoga.
aapko yaha VHD(virtual hard disk) select karna hai.
8. storage on physical hard disk
yaha aapko dynamically allocated select karna hai.
9 .file location and size means hdd ki size aapko yaha select karna hai or 16 gb tak bhut hoti hai but aap apne anusaar select karo.
10. ab aapko virtualbox ready hai kali linux install karne ke liye.
11. aapko sabse phale setting -> storage -> controller: IDE par click karna hai.
uske baad virtual disk file ko select karna apne computer me kali linux ki iso file downloaad kar rhkhi hogi wo add karni hai.file select karke aapne simply start pr click karna hai uske baad aapko kali linux boot hoke aayega to asa dekhai dega.
ab aapko yaha graphic install karke kali linux install karna hai
iske aage aapko video toturiol dekhna hai to niche video bhi hai aap yaha bhi dekh sakte hai.
agar post ache lage to share jarur karna thanks.
see also:
All Windows Run Commands List Every Windows User Should Know
What is cryptocurrency top popular cryptocurrency explain in hindi
How To Download APK From Google Play store Without Third Party Website