Root Android Phone

How to root Android phone & benefit of root mobile

1.ROOT KYA HOTA HAI?

2.PHONE ROOT KARNE KI HUME KYA JARURAT HOTI HAI?

3.ANDROID MOBILE KO ROOT KAISE KARTE HAI?

4.HOW TO ROOT SMART PHONE EASY WAY TOP ANDROID APPS FOR DO ROOT ANDROID PHONE?

5. HOW TO KNOW MY PHONE IS ROOT AND NOT?

6.ANDROID MOBILE KO ROOT KARNE KE KYA KYA FAYDE HOTE HAI?

7.WHAT ARE THE DISADVANTAGE OF ROOTING ANDROID PHONES?

1. WHAT IS ROOT(ROOT KYA HOTA HAI

Root Ek tarha ka prosess hoti ha jiske baad aap phone ke poore system ko access kar sakte hai.

2. PHONE ROOT KARNE KI HUME KYA JARURAT HOTI HAI.

Kuch apk(mobile ki application) Aise hote hai phone root karne ke baad hi unka
use kiya jaa sakte hai, agar aapka phone root nhi ha to kuch ase useful apps
hote ha jinka use aap nhi kar sakte hai ye apps rooted phone me hi kaam karte
hai ma aapko yhaa bata du ki sabhi operating systems ki ek secure privacy hoti
hai aur wo phone kch bhi karne ki permission nhi dete hai.

3. ANDROID MOBILE KO ROOT KAISE KARTE HAI.

Dosto phone ko root karne ke bahut se method hote hai. Jaise kuch method computer se software se hote ha but unme phone ko cable se connect karna hota hai or kai baar agar phone bice me kisi be karanwas thoda sa be cable idar udar hogai to to usme risk rhate ha to acha rhega ki aap phone me hi koi apk install kare or phone ko assani se root kar sakte hai or bhut se logo ke paas computer hote bhi nhi hai. So dosto sabse phale ma aapko kuch jaruri baate bata du.

requirment of before root mobile

  • aapke  mobile ki battery minimum 50% charge honi chaiye.
  • apke phone me “unknown sourse” enable hona chahye jisse koi be apk instaal hone se phale ek parmision magta hai to aapko yha se ye option milljaayega(setting>security>unknown source).
  • apne mobile jo be jaruri data hota ha uska backup hona chahiye.

4. HOW TO ROOT SMART PHONE EASY WAY TOP ANDROID APPS FOR DO ROOT ANDROID PHONE

TOP 5 APPS APK ROOT KARNE KE LIYE.

1. kingoroot

Ye ek bhut hi acha apk ha aapke phone ko root karne ka ye jayda badi bhe nhi iska size 1.1
mb hai. Or ye lagbhag sabhi android mobile ko root karta deta ha or ye google  par aasani se mill jayega download karo or install karo or one click me phone ko root karo.

2. i root:

iroot bhi ek acha apk hai jo phone ko root karne me acha hai agar aapke paas pc nhi ha to ye apk aasani se aapka phone root kardeta hai or ye sabi android mobile koi bhi
kisi bhi compony ka ho ye one click root karta hai.

3. framaroot:

Ye bhi Ek acha apk ha jo android mobile ko aasani se root kar deta ha iski sabse achi
baat ye ha ki babhut hi kam time me aapke phone ko root kar dega.

4. kingroot:

Ye bhi Ek acha apk hai mobile ko rrot karne ke liye but iski achi baat ye hai ki agar
aapke paas mtk phones hai to ye apk perfect root kardega.

5. Z4root:

ye bhi or apke ke jase ha but iski achi baat ye hai ki ye phone ko root 2 method se karta
hai.

features of Z4root

  • temproray root:agar aap temproray root karte hai toh mobile ko root karte hai to jab bhi aap apne phone restart karege to aapka phone apne aap hi unroot ho jayega.
  • parmanent root:agar aap parmanent root karna chate ha toh Aapka phone tab tak unroot nhi hoga jab tak aap khud se unroot nhi karenge.

To dosto ye 5 apps aapke phone ko safely root karege. but step by step karege to.

5. HOW TO KNOW MY PHONE IS ROOT AND NOT.

Apka phone root hai ya nhi ye verify kase kare Root karne ke baad hamesa check karna bhut jaruri ha ki apna phone root hua ya nahi.

  • Sabse phale ek app apne phone install kare “ root checker app.
  • install karne ke baad aapko super userpermission ko garand kare.
  • 3.last me aapko ik massage show karega “congratulation your phone is rooted” toh aapka phone root hai.

6.ANDROID MOBILE KO ROOT KARNE KE KYA KYA FAYDE HOTE HAI.

  • Aap apne mobile ko full control kar sakte hai jasa bhi aap chaye koi be system ki apk
    unstall kar sakte hai
  • Mobile ka internal mamory or ram bhi bhada sakte hai.
  • Root karne ke baad aap koi bhi aaps jo rooted phone me chalti ha wo aap bhi chala sakte
    hai.
  • mobile ka cpu performace acha ho jayega.
  • battery life bhi achi hogi.
  • aap apne phone ka software jo aapke phone os usko change kar sakte hai matlab aap phone me custom rom install kar sakte hai.

7.WHAT ARE THE DISADVANTAGE OF ROOTING ANDROID PHONES?

  • har kisi chez ka disadvantage hota hai to sure iska bhi hai  note-aapka phone break ho sakta hai.
  • android device ko root karne ke baad aapke phone ki warranty khatam ho jayege but agar aap apne phone ko fer se unroot kar dete hai to ye warranty dubaara aa skati hai.
  • Agar aapka mobile root ho gaya hai to  aap OTA process se update nhi kar sakte hai aap zip file se phone me koi bhi rom ya fer phone ko update kar sate hai.

share with your friends

see also: