What is Bot in Hacking & Types of Bots Explained in Hindi:-agar aap daily internet use karte hai to aapko Bot ke bare me pata hi hoga Bots ka use karke hackers koi bhi attacks web hacking and system hacking kar sakte hai or koi bhi system se kar sakte hai chalo isko ache trha se smajne ka try karte hai, jaise jaise technology increase hoti ja rahe hai wase wase bots bhi intelligent hote jaa rhe hai phale kya hota tha kisi website me aapko Ek box me code type karne hote the par bots unko aasani se karlete the aajkal Images captcha code hote jo bots kar to lete hai but ye methods bahut difficult hota hai, captcha code verification method ye website me koi bhi attacks na ho or website ko secure karne ke liye lagya jata hai.
What is Bot in Hacking & Types of Bots Explained in Hindi
What is bot in Hindi?
bot kya hota hai: Bot ko aap Ek chota program ya code bhi bol sakte hai jo good work and bad work dono me use hota hai, aap jaisa inme input doge wasa ye work karege jaise ki Ek robot karta hai ye khud se ya phale se soche hue works complete karte hai, some robots automatically work karte hai, and kuch bots jab aap command doge tabi work karege.
Types of Bots in Hindi
bots kitne types ke hote hai: generally Bots ki 2 category hoti hai.
- Good Bots
- Bad Bots
Types of Good Bots in Hindi?
Good types category ke bots Ache kaam ke liye use me liye jate hai jaise ki website ko secure karne ke liye and website SEO purpose etc.
- Monitoring Bots: ye wo Bots hote hai jo all time monitor karte hai jaise website health monitor karna page load time and downtime duration etc.(ex- PINGDOM)
2. Backlink checker bots: yah bots website me inbound URLs ko check karte hai SEO or marketer ke liye or page ko Optimize karte hai.(ex- UASlinkchecker)
3. Social Network Bots: Is types ke bots social networking website par run karte hai.(ex- Facebok bot)
4. Partner bots: ye bots un sabhi websites ke liye useful hai jo websie transactions websites hoti hai.(ex- PAYPAL IPN)
5. Aggregator & feedfetcher bots: ye bots websites me new information ko collate karke subscriber ko up-to-date karte hai new blog articles etc.(ex- WIKIFEEDBOT)
6. Search engine crawler bots: Is types ke bots search engine like google,Bing etc. me work karte hai webpages ko index karna or unhe optimize karna robots.txt ke baare me to aapne suna hi hoga isme website ke sabhi posts and pages ke sabhi link available hote hai.
HBO Hacked Game of Thrones Episodes Leaked Online Hacking News
Types of Bad Bots in Hindi?
Scraper bots: ye bots hackers ke through kisi bhi weak website ko down ya usme data ka theft like email address and text, photo ko churane ke liye or website ka loss karne ke liye use me lete hai, ye Bad works ke liye program kiye jate hai.
Spam bots: ye bots advertising ke through mostly websites par spam karte hai like aapne kisi website par ads me inhe dekha hoga ye website me ads ke through aate hai or website pr visit karne wale users ko bhi paresaan karte hai jaise unhe kisi phishing site par le jate hai ya Ek website se dusri website par.
Scalper: ye bots un websites ko target karte hai jo website ticketing and bulk websites hoti hai. jaise hi ticket booking start hoti hai to ye apna work start karte hai or baat me ye ticket unko hi wapis sell karte hai jayda money leke.
Share This Post With Your Friends
Subscribe Us On YouTube
See More:
Top Best 20 Movie Based On Hacking and Technology You Need To Watch
Download Best Latest Hacking Ebook For Free – 50+ Hacking PDF