Hello everyone aaj hum jaanege man-in-the middle attack ke bare me with example or kaise secure rahe. so isse phale mai aapko kuch or hacking techniques ke bare me mane ik post likha hai agar aap usko read karte hai to aapko ye article understand karne me aasani hogi anyway so start the topic What is Man-in-Middle Attack Explain with example.

 

What is Man-In-The-Middle Attack(MITM)?

to sabse phale hum baat karte hai ki man in the middle attack hota kya hai jisko aap MITM attack name se bhi jaante hai.. 

jaisa ki iske name se hi lag raha man in the middle attack means koi biche me aatack kar raha hai agar mai aapko explain kar ke batau to Ek network hai jisme two computer aaps me communicate kar rahe hai to network me koi bahar se koi hacker aayega or communicate kar rahe computers ke biche me attack karega means original connection ko hata kar apne se connection kar lega jo bhi data wo share karege wo hacker se hoke jaayega matlab usko pata rahega unke bich me kya data share ho raha hai or wo konse resources share kar rahe hai wo us hacker ko pata rahega kuki usne bich me apna attack kar rakha hai jis way me data communicate ho raha hai us bich wo data kuhd dekhta hai or baad me aage send karta hai.

Man-in-the-middle attack?(MITM) Example

: jaise ki muje kisi Apne friend ko Ek email send kiya ki “bhai mane aapko kaam kar diya ab aap aage ka kaam kar sakta hai” kuch bhi Ek baar maan lijiye aapko bas smaj me aana chahiye to mane usko kah diya ki “aapka kaam ho gaya ab aap apna kaam aage bhada sakte hai” ab hota kya ab ye email jaha se jin modem and routers se hota hua jayega waha pe bich me hackers ne man-in-the-middle attack kiya hua hai to wo us email ko change kar ke kuch bhi likh sakte hai like mane tera jo bhi kaam hai wo nhi kiya jo tu karna chahta hai wo kar le” ab wo mere pe gusaa hoga to ye Ek trah se nuksaan hi huaa so is called man in the middle attack kisi  bhi network me 2 devices jo aaps me communicate ho rahi hai unke bich me attack karke unka data change karna ya unka harm pahuchna hi man in the middle attack hota hai.

aap soch bhi nahi sakte isse apne ko kitna loss ho sakta abi kuch din phale jab UPI system new new tha to Maharashtra ke kuch boys ne 1 crore ke some chura liye the to Internet se everything possible bas aapko ye pata hona chahiye ki chezze kaise work karti hai or hum inko kaise control kar sakte hai, koi bhi hacking Technique ho usme social Engineering technique bahut rool ada karti hai agale ko vas me karne ke liye ye technique bahut jaruri hai. To chaliye some helpful tips or trick jante hai jo humari help karegi man in the middle attack se bachne ke liye-

how to secure yourself from Man-in-the-middle attack?

hum Internet ka Istemal pure din karte hai but hume ye nhi pata hota ki hume koi trace karta hoga humari information ko dekh to nhi raha kya aapne kabhi socha ki kya hum secure hai internet par koi bhi apni skills ka use karke humare data ko nuksan phucha sakta hai to be carefully-

#Encryption :

ye humare data ko advance method se secure karta hai. agar aapka data bahut hi jayda secret hai to aapko uspe encryption laga dena chahiye or agar humne Ek baar apne data ko Encrypt karte hai to apna jo bhi sara data hai wo Binary language me change ho jata hai means computer language me jo ki maybe ko khopdi hi us Encryption ko tod sakti hai sabe phale baat to agar usko koi open bhi karega to usko bus 0 and 1 data me hi data dekhai dega kuki wo Encrypt ho gaya hai or whi computer usko decry-pt kar sakta hai jis ke paas uski decryption key hogi.

#password :

agar aapko lagta hai ki mera data to itna important nhi mai ku tension lu to aap usko password se bhi secure kar sakte hai but note karne wali baat ye hai ki aap humesa password me apna name, phone number ya apni DOB etc. ka use na kare kuki wo to koi bhi chota bacha bhi aapka password guess technique kar lega to be carefully apne password me sabi word and capital letter and symbol use karo take guess technique and Brute force attack se aapke password ko toda na jaa sake.

#Digital signature :

Digital signature se aap smaj hi gaye hoge Email ki baat ho raho hai agar aapko nhi pata ki Ek digital signature kya work karta to mai aaako bata du Gmail ya Email me digital signature Ek tarha se Truthfulness ko show karta hai to wo Email ya jo bhi massage hai wo us insaan ne hi send kiya hai or wo truth hai. to ye method bhi bahut kaam ka hai jaisa ki encryption tha.

#Be Sure Before Clicking any Email :

jaisa ki mane Digital signature ke bare me bataya email me jarur check kar le to sabse phale confirm kar le ki aapke paas jo mail aaya hai wo particular wo hi hai ya fir spam hai.

#Mutual Authentication best way :

so finally hum last me mutal authentication hai jo ki bahut jayda secure mana gaya hai isse aap jo email jisko send kar rahe ho sirf wo or khud aap hi read kar sakte hai usko bich me koi bhi nhi dekh sakta ye whi hai jaisa ki whatsapp me encryption and decryption key jaisa.

mane aapko bahut achi tarha se bataya hai or i hope aapko bhi samj me aa gaya hoga ki kaise work karta hai man-in-the-middle attack kya kya isme hota hai kaise secure rahe man-in-the-middle attack se.

share this article with your friend