How To Create Your Own Virtual Hacking Lab For Hacking Attacks

Kisi Ke Bhi Network ya System ko Hack karna uski bina kisi permission ke crime hai or aapko jail bhi ho sakti hai, isliye apne khud ki lab create karo or waha pe jaisa bhi attack karo, to aaj hum ise topics par baat karne wale hai, How To Create Your Own Virtual Hacking Lab For Hacking Attacks.

How To Create Your Own Virtual Hacking Lab For Hacking Attacks

What is Virtualization And How Does IT Work?

Create Hacking LAB In Hindi: Virtualization is a combination of software and hardware engineering that creates Virtual Machines, means aapke computer me Ek software ke through hardware ko ye bataya jata hai ki yaha bahut si machine hai,  physical computer ki trah aap yaha bahut se task kar sakte hai, jo bhi hum virtual machine se operating system install karege usko host kaha jayega, aap usme kisi bhi trha ka OS install kar sakte hai like – Linux, kali linux, Ubuntu or bhi bahut se jinki help se aap bahut se attack aap apni khud ki lab means virtual machine me kar sakte hai or aapko bahut kuch sikhne ko bhi milega. virtualization ke liye hum yaha two types software use me le sakte hai.

See Also:What is OS? Windows vs linux full guide step to step

Types of Virtualization Software For Create Hacking LAB Hacking Attack

  1. VirtualBox
  2. Vmware 

ye two type ke software jo aapki help karege Ek virtual mechine create karne me.

Who is The Best VirtualBox VS Vmware?(vmware or virtualbox konsa best hai)

Download VIRTUAL BOX Full Version

Download Now

VirtualBox Features In Hindi:

  • its a free software or aap isme bahut se Os install karke dekh sakte hai, Easy installation hai.
  • Run a guest OS in “seamless mode aap main windows desktop se application le sakte hai.
  • supports snapshots of your virtual machines.
  • Fast performance all around.

Download VMWARE Full Version

Download Now

VMWARE Features In Hindi:

  • paid software aapko use karne ke liye paise dene hoge.
  • include all feature of virutal box and some advance features also free na hone ke karan isme virtual box se kuch feature advance bhi hai.

so mai yaha virtual box ko hi use me le raha hu dono ka option kafi milte hai to aapko koi problem nhi hogi aapko jo acha lage aap wo use kar sakte hai.

Create Your Own Virtual Hacking Lab Step To Step

  • first aapko phale virtualbox download karna hoga jo aapke system ki requirement hai like 64 bit win to phale aap download karlo.
  • uske baad aap konsa operating system install karna chahte hai wo download karna padega like mai yaha pe kali linux install karne wala hu.
  • Download kali linux latest version

Ab aage ki process hum video ke through janege kuki video se aap jaldi understand karege

How To Create Your Own Virtual Hacking Lab For Hacking Attacks Practical video

Co-Founder & Author - darkwiki.in I am a Technical blogger with over 3 years of experience. I am passionate about blogging, Coding, and YouTube videos. I love gaming.