Top 4 Future Technology Upcoming in Hindi

Top 4 future technology upcoming in hindi future advance technology- Hello everyone aaj hum future technology ke bare me baat karege, inme se kuch technology ko hum dekhte bhi hai but wo abi itne advance nhi hai jo publicly available ho toh let’s start –

What Is Technology In Hindi?

Technology is the collection of techniques, skills, methods and processes used in the production of goods or services or in the accomplishment of objectives, such as scientific investigation.

Technology kya hai technology ki definition kya hai-  agar hum simple language me bole toh technology kisi kaam ko karne ke liye lagaai gai techniques jisse wo kaam fast and easy way me ho is called technology. aajkal technology itni developed ho chuki hai ki human ko jayada kaam karne ki jarurat nahi hai usnka kaam assani se button press karne se he ho jata hai.

Top 4 future technology upcoming in Hindi future advance technology

1. 3D holographic technology in Hindi

4

What is 3D holographic technology? How To 3D Holograms Work In Hindi?

3d holographic technology me Transparent colors wali light ka use kiya jata hai jise projector ke through Created kiya jata hai. iss technology me koi bhi object se nikalne wali light se 3d cameras ke through record kiya jata hai to jab us record kiye gaye video ko jab bhi 3d projector se play kiya jata hai hai to wo same usi trha dekhai deta hai jaise ki real ho. iss technology ko movies ke parmostion ke kaam me liya jata tha but aajkal ye bahut se use me liye jata hai but yeh puri trha aam aadmi tak kuch year me puri trha tak phuch jaayegi. iss technology ko aur develop kiya jaa raha hai or research kiye jaa rahe hai taki iss technology ko smart phone (3d hologram smartphone) me kaise built kiya jaaye iski help se hum aane wale kuch time ke baad 3d video calling and 3d picture le payege.

2. Folding Display Technology in Hindi

2

What is folding display technology In Hindi? How To Folding display technology work In Hindi?

folding display technology means flexible display (electronic visual display) aap jo home me tv dekhte hai wo anae wale time me ek only display hogi jo aapke divar par chipkegi wo itni flexible hogi aap jise traf chahe us traf mod sakte hai. iss display ka concept Samsung ne or LG ne Bataya tha flexible hone ke sath fayada ye hoga aap apne tv ya tablet ko 8 inche se 5inch bhi kar sakte hai to ye technology aane wale kuch dino me humare bich hogi tv and mobile and smart phones me ye technology hume dekhne ko mill sakti hai. basically Display me 5 ya 6 layer hogi like polariser, Encapsulated film, OLE diodes, TFT film Etc. inko mila ke Ek display design hogi jo ki flexible hogi. sabse phale LG plan kar raha hai ye technology laane ka to dekhte hai 2018 tak aayegi ya nhi.

3. Li-fi(Light Fidelity) technology in Hindi

3

What is LI-FI in Hindi, How it Work, LI-FI technology benefits In Hindi?

LiFi is a bidirectional, high-speed and fully networked wireless communication technology. or a new technology that transmits data using light.

Lifi technology ka concept 2011 me German ke professor ne rakha tha hum light ki help se bhi communication kar sakte hai. jaise ki Ek led bul pe constant input power ko thoda change karte ho to aapko output bhi change milega ise trha se isme light ki trha communication kiya jata hai example ke liye aap tv remote ka concept le sakte hai, inme different bus isme bull bahut jayda hoge. just a ligt jisko kisi traget pr hum point karte hai.

yah technology wifi technology se bahut fast hai, Internet ki speed itni jayda hogi ki aap soch bhi nhi sakte hai hd movies, or big files kuch second me he download or upload kar liya jayega aap anuman laga sakte hai 100 GB se bhi jayda hogi

4. Augmented Reality Technology ( Real-World Environment) in Hindi

1

What is augmented reality technology?How it work In Hindi?

“a live direct or indirect view of a physical and real world Environment.”

Aap iska Example google glass se samaj sakte hai abi ispe bahut work chal raha hai facebook and Microsoft bhi is method pe kaam kar rahe hai. aane wale kuch time me ye humare bich hogi.

yah virtual Realty jaisa to bilkul nhi hai usse kahi bahut jayda different hai, isme location  aap jaha ho us hisabb se Ek physically Environment ho jata hai, jaise aap apne office me hai ya aap apne home pr hai to yah technology whi ke objects ko lega or aapko un chezo ke as a 3d view ke sath sath wo cheze aap apne anusaar kahi par guma ke ya unhe bathe bahte dekh sakte hai.

Ek amazing technology hone ke sath sath ye costly bhi rahega.

google ne bhi kuch din phale apne glass me yhi kiya tha but wo jayda successes nhi raha tha but aane wale kuch din me hum apne aas paas iss technology ko dekhege or use bhi karege.

Augmented Technology Benefits In Hindi?

augmented technology aane se hume bahut fayada hoga isse hum kisi bhi object ka 3d model lekar hum usse ache se sikh sate hai and design kar sakte hai to ye bahut hi acha concept hai but isme but ye costly bhi hoga.

See Also:

Co-Founder & Author - darkwiki.in I am a Technical blogger with over 3 years of experience. I am passionate about blogging, Coding, and YouTube videos. I love gaming.